Jazaakallahu Khairaa Kab Kaha Jata Hai ? || Hadis || Islamic Knowledge
Jazaakallahu Khairaa
Huzoor sallallahu alaihi wasallam Ne Farmaya :- Jis Aai Par Kisi Ne Koi Ehsaan Kiya Aur Us Ne Ehsaan Karne Waalon Ko Yeh Dua Di:-
"Jazakallahu Khairaa" ( Yaani Allah Ta'ala Aap Ko Is Ka Behtar Badla Ataa Farmaaye ), To Us Ne Us Shakhs Ki Poori Taareef Kar Di.
(Tirmizi: 2035)
Islamic Knowledge Hadis Page
If You Want To Read All Hadis And Bayans So Please Share This Page Link
0 Comments