What is Wazifa ? || Wazifa Kise Kehte hai ? || Islamic Knowledge

What is Wazifa ? || Wazifa Kise Kehte hai ? || Islamic Knowledge




What is Wazifa ?
Wazifa kise kehte hai ?

Why do wazifa ?
Wazifa kyu karte hai ?

Which Wazifa is halal ?
Konsa wazifa halal hai / jayaz ?

All Questions are solve when you read full post !
Aap ke saare sawal ke jawab mil jaynge jab aap pura post padh loge !




What is Wazifa ?

Subhaan Allah 33 times, Alhamdulillah 33 times, Allahu Akbar 34 times used to sleep while reciting sleep before going to sleep in the night of Prophet of Allah, it is also called a wazifa.

The Prophet of Allah has told us that any desire can be fulfilled when Allah agrees with us.

In order to persuade Allah, we need namaz studies, but still some of our works which are not done, are done with the help of a scholarship.



Wazifa kise kehte hai ?

Allah ke nabi raat me sone se pehle 33 bar Subhan Allah 33 bar Alhamdulillah, 33 bar Allah hu Akbar padhte the ise bhi hum wazifa kehta hai aur Allah ke nabi ne hume bataya hai ke koi bhi tamana hum Allah se kar sakte hai bas wo halal honi chahiye.

Jaise Allah ke nabi ne kaha hai har namaz ke bad aytal kursi padha karo ye bhi ek wazifa hai. 



Why do Wazifa ?

When we want Allah to agree with us and all our troubles go away, then we make a decision


Wazifa kyu karte hai ?

Jab hum chahte hai ke hum se Allah raazi ho jay aur humari dua Qubul kar le to sab se asan baat hai ke hume namaz padhni chahiye aur agar hume fir bhi lag raha hai ke Allah hum se raazi nahi hai. hum se bahot galat kaam ho rahe hai ya nahi bhi ho rahe bas hum chahte hai ke humare dil jaisa ho jay, to is liye hum wazife karte hai aur hum niyat karte hai ke Allah hum se raazi ho jay aur humari dua Qubul ho jay. 



Which Wazife Is Halal ?

The wazifa which hurts someone is forbidden and it is forbidden to do.

May we pray to Allah that no one is hurt by what we pray.


Konse wazife halal hote hai ?

Hum sab Wazife apne fayde ke liye karte hai jis se Allah hum se raazi ho jay aur humari dua Qubul ho jay aur hum jo chahte hai wo hume mil jay lekin agar hum wazifa ya dua is liye kar rahe hai ke us se Allah ki koi makhluq ko pareshani ho yani kisi ka bura ho jay is liye kar rahe ho to ye wazife mana hai. Baaki hum har chiz Allah se maang sakte hai siway kisi ko taklif pohchay. 


Note :- koi wazifa karne se pehle kisi se puch le 
Ask someone before making a wazifa


Post a Comment

0 Comments

close